Monday, March 4, 2013

Meri Maut - Kavita

Tha mai neend mein aur
mujha itna sajaya ja raha tha,
bade hi pyar se mujhe nehlaya ja raha tha,
najane tha wo kaun sa ajab khel mere ghar mai,
bacchon ki taraha mujha kandhe pe uthaya ja raha tha,
tha paas mere mera har apna us waqt,
phir bhi main har kisi muh sai bulaya ja raha tha,
jo kabi dekhte bhi na tha,mahabbat ki nigha se,
un ke dil se pyar mujh par lutaya ja raha tha,
malum nahi hairan tha har koi,
mujhe sota dekh kar,
fir zor zor sa ro kar mujhe hansaya ja raha tha,
kap uthi meri rooh, mera wo makan dekh kar,
pata chala mujhe dafnaya ja raha tha,
ro pada fir mai bhi apna wo manzar dakh kar,
jaha mujhe hamesha ke liya sulaya ja raha tha................

No comments:

Post a Comment